A Policeman asks his Son: Ithne Kam marks kyun laaye hoAaj se tera khelna, tv dekhna, bahar jaana sab bandhSon: Yelo 50 rupai......baath ko yahin katham karo
MUNNA BHAI : Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha. MAMU : Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya? MUNNA BHAI : Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.
Ek aadmi cycle se jaa raha tha. Raaste me usne ekd ladki ko cycle maar di. Ladki : Ghanti nahi maari jaati kya Aadmi : Puri cycle maar di, ab kya ghanti alag se maaru.