MUNNA BHAI : Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha. MAMU : Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya? MUNNA BHAI : Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.
REPORTELalu Ji. The poor women in bihar dont have clothes to wear.LALU: U FOOL, Tum FTV dekhte ho? rich women bhi cloth nahi pehenti hai.Ye fashionwa hai.
Ek aadmi cycle se jaa raha tha. Raaste me usne ekd ladki ko cycle maar di. Ladki : Ghanti nahi maari jaati kya Aadmi : Puri cycle maar di, ab kya ghanti alag se maaru.
Janwaro ki Party me Chuha 4 peg Laga K Set tha Billi-Aaj Party Na Hoti to Me Tujhe Kha Jaati.Chuha-Abe chali ja, Nhi to log kahenge ki pi k jaanani ko peet di