Bhakt: Bhagwanji aap kab kush hote ho, Bhagawan:jab hindi film me vilan ladki ko pakadata hai tab ladki bolti hai please mujhe bhagawan ke liye chod do.
Thappad marne pr naraj patni ko pati bola admi use marta he jise pyr karta he patni ne pati ko 2mare or boli aap kya samjte hd k mai apse pyar nhi karti.
Munna : Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai. Circuit : Aey Bhai!!! aap to khud doctor ho. Munna : Bolay to meri fees bahut zyada hai.
Once a donkey kickd a sardar n ran away. Sardar ran 2 catch d donkey, he saw a zebra n strtd beatng it n said "track suit pehen ke aaya to mai pahchanunga nahi kya? ..."
Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath... Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai? Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho