Wife: Kya kar rahe ho?Man: Makkhiya maar rha hu.Wife: Kitni mari?Man: 3 male aur 2 female.Wife: Kaise malum?Man: Kyonki 3 daru ki botal se chipki thi or 2 phone se.
PUNJAB POLICE ka koi jawab nahi, kal 1 BIHARI talab me naha raha tha to ek POLICEwala kehta :- chal oye bahar aa k kapde pahen, teri talashi leni hai...
MAMU: Bhai, apne ko char mahine me Tamil sikhna padega. Kuch upay batao. MUNNA BHAI TAMIL kyun, aur char mahine ka kya chakkar hai? MAMU: Maine ek Tamil baccha adopt kiya hai, aur woh char mahine me bolne lagega.