Kash SHARE ka insurance ho jata, Share mein TRADE karne se pahle premium bharwaya jata, BHAV UPAR jaye to theek warna, Trade pe jo LOSS hota .........uska claim to mil jata
jab jab ghire badal teri yad aai jab jhum ke barsa sawan teri yad aai jab jab mai bhinga barish me teri har pal yad aai. ab or raha nahi jata chatri lauta de bhai
Unki galise mera janaza nikla wo na nikle jin ke liye janaza nikla unka Ghar aaya mere dost siti bajane lage ,rakh kar mera janaza kamine use PATANE lage