Aksar jab hum

Aksar jab hum
Aksar jab hum aapko yaad karte hain,Apne rab se yehi fariyad karte hain,Umar hamari bhi lag jaye aapko,Kyonki hum doston ko khud se zyada pyar karte hain
  

Jan, 23 2012     153 chars (1 sms)     1396 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ek Din Tujhse Roothkar Dekhna Hai Tere Manane Ka Andaz Dekhna Hai Abhi To Do Pal Hi Saath Chale Ho Kab Tak Tum Saath Chaloge Ek Din Ab Ye Dekhna Hai.
CHAND K LIYE SITARE ANEK HAI SITARON K LIYE CHAND 1 HAI APKE LIYE HAZARO HONGE DOST HAMARE LIYE AAP HAZARO ME EK HAI.
Kafi waqt laga hume aap tak aane me,Kafi fariyad ki khuda se aapko pane me,Yu dil tod ke mat jaiyega, Humne to umar gujar di aap jaisa Dost pane me..:
Aapki aakhon me hume mil gayi panah,chahe samjho dillgi ya samjho gunah,bhale hi koi hume pagal karaar de ya deewana,hum to ho gaye aapki dosti me FANNAAA.
Tinka-Tinka tufan me bikharte chale gaye.Tanhai ki gehraiyo me utarte chale gaye.Udte the jin dosto k sahare aasman me.Ek-Ek karke sab bichadte chale gaye.
Dosti hai khuda to ibaadat karo, Dost hai Ali to wafaa karo, Ya ali Dost mile to aisaa mile Jise Dosti par shuba naa ho.
Mausam ki bahaar achchhi ho, phoolon ki kaliyan kachchi ho, hamari yeh hasrat sacchi ho, rab bas ek dua hai ki mere dost ki har raat achchhi ho…
Hum to yuhi bekhudi me keh baithe the, Ki hume koi yaad nahi karta, Jiss ka aap jaisa pyara dost ho, Woh to khuda se bhi fariyaad nahi karta
Na dil me basakar bhulaya karte hai,Na hasakar rulaya karte hai,Kabhi mehsoos kar ke dekh lena,Hum jaise to dil se rishte nibhaya karte hai
Sapno ko sapna mankar bhool na jana dil ki armano ko chod na dena tum mein kashish hai kuch pane ki na mumkin samajhkar chod na dena
kadam kadam pey hawa ki simat ka dihan rakhna mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
Dil todna humari adat nahi, Dil hum kisika dukhate nahi bharosa rakhna humarae dosti pe dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi!!