SMS Messages13143 messages

wo tere pyaar ka gam ek bahana tha sanam,apni kismat hi aisi thi ke dil toot gaya,ye gam na hota to koi aur gam hota,me to wo hu jise har haal me rona tha.
Wo tere pyar ka gam ek bahaana tha sanam Apni taqdeer hi aisi thi ki dil toot gayaYe gam na hota toh koi aur gam hota Mai woh bdnaseeb hu jo har haal mein rota
Mohabbat sikha kar juda ho gaye Na socha na samjha khafa ho gaye Duniya mein kisko hum apna kahein Agar tum hi bewafa ho gaye!!
Hotho pe hasi khil rahi thi, Aakho me dard soya tha jamane walo ko kya pata k ye Aaj hasnewala kal kitna ROYA tha..!
Woh toh apne dard ro rokar sunate rhe, Hmari tanhaiyon se ankhe churate rhe... Aur Hume BEWAFA naam mila, Kyonki Hum har dard muskura K chhipate rahe
Shikayatein to itni kar di tumne,ki reh na gaya kucch keh jaane ke liye.pyaar kiya maine kabhi tumse,ye kaafi tha zindagi bitaane ke liye.
Shikayatein to itni kar di tumne,ki reh na gaya kucch keh jaane ke liye.pyaar kiya maine kabhi tumse,ye kaafi tha zindagi bitaane ke liye.
zindagi kya koi nisaar kare,kis se duniya me pyar kare.apna saya bhi apna dushman hai,kaho ab kiska aitbaar kare.
nigahen mila ker kiya dil ko zakhmi,adaayen dikha ker sitam dha rahi ho,wafaoo ka khub badla diya hai,tadapta hua chod ker jaa rahi ho.
aaj mere dard ki inteha hone de,mat rok mujhe jee bhar rone de,nahi manjur zindagi tere pyaar ke bagair,aaj mujhe mout ki bahon me sone de
har shakhs mere gam se hai bakhabar itnaa bheje the baaghbaan ne harbar kaante hi mujhe mujh ko to dushmanon ki zaroorat nahi rahi yaroon mere naseeb hi dushman sa mila mujhe
yu sulaghte hai dhuye me har dum,rukh lete hai mehkhane ki ourr hum,hansa jate hai lamhe tere saath ke,aur tadpa dete hai pal woh judaai ke.