SMS Messages2181 messages

Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
Sheeshey ka Dil samajh kar, Pathron ne jise Chhod diya, kaanton se to bach gaya, magar Phoolon ne usey tod diya
Dil ko dhadkna tune sikhaya, Dil ko tadapna tune sikhaya, aankhon mein aansoon kahin chupe the, unko jhalakna tune sikhaya.
Hum Jaise Barbaad Dilo Ka Jeena Kya Aur Marna Kya Aaj Teri Mehfil Se Uthe Hai Kal Duniya Se Uth Jaayenge
Sheeshe ke gharon main dekho to Putther dil wale buste hain Jo pyar ko khail samajhte hain Aur tor ke dil ko haste hain
Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi
Mujh Se Mut Pouch, Mere Dil Ki Kahani O Hum-Dum Is Main Kuch Parda-Nashinon Ke Bhi Naam Aate Hain
Phut-phut kar dil ro raha hai lekin ansu dikhai nahi deta, Tum kisi aur ke hoe chuke hoe lekin dil bidayi nahi deta.
Teri Raahon Mein Kabse Aankhen Beechaye Baithay hain Is Dil ke tufan Mai Mohabbat Ki shama Jalaye Baithe hain Aey Zaalim kis Morr Pe Laa kar Chodha Hain Tunnay Mujhko Aaj bhi Milne ki Hasrat se teri yaad ko dil se lagaye Baithe hain
Chaar tinke jala ke kya mil gaya Mit sakana zamane se mera nishaan, Mujhpe bijli girao to jaanu sahi Aashiaan par girane se kya faaida Bhoolne waale se koyi keh de zara is tarah yaad aane se kya faaida, Jab mere dil ki duniya basaati nahin phir khayaalon mein aane se kya faaida
Dil na umid to nahi, nakam hi to hai, Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai.