Badlon k darmiyan kuch esi sajish hui.mera ghar mitti ka tha mere hi ghar barish hui.usko b zid hai bijliyan girane ki or hame b zid hai wahi ghar banane ki…
Unko pyar karne ka hisaab na aaya..Meri kisi bhi baat ka jawaab na aaya..Hum to jaagte rahe unke hi khayalo mein..Aur unko so kar bhi hamara khwaab na aaya