SMS Messages15299 messages

“Zulfon KO failaa kar, jab koi mehbooba kabar par roti hai to mehsoos hota hai ki maut bhi kitni haseen hoti hai...
Har Dhadkan Me Ek Raaz Hota Hai, Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai, Jab Tak Thokar Na Lage Bewafai Ki, Har Kisi Ko Apane Pyaar Par Naaz Hota Hai
Who gujar jata hai jhonke ki tarah Milne aata hai na milne ki tarah Maut se seekh raha hoon jina Doobta dil bhi hai ek tinke ki tarah
Dil k zakhmo par mat ro mere yaar, wkt har zkhma kaa marham hota hai, dil se jo sachaa pyaar kare, unka to khuda bhi deewana hota hai..
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai, akhir is dard ki dawa kya hai. Humko un ke wafa ki hai umeed, jo nahin jante wafa kya hai
Mujhko Udaas dekh kar, Zamane ne yeh Saawal kiya, Woh kaun Hai zalim, Jisne tera yeh haal kiya, Maine kaha woh mohabbat hai, jo meri unke sath hai, woh nikli bewafa bus itni si baat hai...
Hum ji rahen hai, sirf tumhara didar karke saans bhi le rahe hai tumhe yaad karke khuda ke paas to ek din hum bhi jayege per jayenge tera intZaar karke.
ye khuda unhe hamesha jitana hum to kayee baar haare ek haar aur sahi magar unki jeetane ki aadat banaye rakhna
pathzad ko apnate hai log yaha koi nahi hai hume chahane wala jahan dekha waha hariyaali paaya bas apne kadmonke niche banzar zameen paaya
Unki yaadon main kabhi hum so bhi na sake... unke khayalon mein kabhi kho bhi na sake.. jab judaai ka waqt aaya to kismatt dekho.. hum aakhon se ro bhi na sake
roz hota hai tarruf mera teri yAdoN se, chhalakta hai noor tera meri AnkhoN se, tadap raha hoon maiN aur ab ye Alam hai, aur intezaar nahi hota ab meri sasoN se,
tanhai mein rote hain wo, hothon pe tabassum hai to kya hua... zindagi jeete hain wo, har zahar peete hain to kya hua... aaj bhi apni parchhaiyon mein dhoondta hoon use... yaad to taaza hai hum maazi (past) hue to kya hua... :-)