SMS Messages122 messages

Tanha Chod Kar Humko Hosla Bhi Dete Ho,Saans Cheen Kar Jeene Ki Dua Bhi Dete Ho,Ek Taraf Judai Ka Ghum Bhi Jari Hai,Aur Muskurane Ka Mashwara Bhi Dete
Unki tasveer ko seene se lga lete h is tarah judai ka ghm bhula lete h kabhi kahi zikr jo hojaye unka to haskar bheegi palke jhuka lete hai.
Kis dil se teri dilkashi ki tarif mangu,is mohabat se teri judai ka dard mangu,mujhe to dard hai tujse dur rahne ka,kis khuda se tujhse milne ki dua mangu
Har kadam pe aapka ehsaas chahiye,Mujhe aapki dosti bhara sath chahiye,Khuda bhi ro pade hamari judai pe,Aisa ye rishta khaas chahiye.
Akela sa mehsus karo jab tanhai me,Yaad meri aye jab judai me,Mehsus karna tumhare karib hu me,Jab chahe dekh lena apni hi parchai me
Mana k aaj hum akele reh gaye,Judai k aanshu ankhon se bah gaye,Rote huwe ko kon chup karayega,Jo chup karate the woh hi rone ko keh gaye...
Koi wada nahi firbhi pyar he,Judai k bawajud bhi tujpe adhikar hai,Tere chehre ki udasi de rahi he gawahi,Mujse milne ko tu bhi bekarar hai.
Samandar Mei Gahrai Ki Tarha Piyar Mei Judai Ki Tarha Dosti Mei Chahat Ki Tarha Mohabbat Mei Wafa Ki Tarha Meri Zuban Pr Tum Rehte Ho DUA Ki Tarha
Gila nahi jo naseebo ne kar dia juda, teri judai bhi ab hume pyar karti hai, Kinare baith k jiske kiye the dil ne karaar,nadi wo bhi ab tera intezar karti hai
Teri judai aese mere dil pe ja lagi.main khud bhi apne aap se barso khafa raha.viraN hai ye dil ki mahefil tere bagaR aae dost.kas aaj tum khwabo me hi ajate.
Tum kya jano kya hai tanhai, ek tute hue pate se puchho kya hai judai bewafai ka ilzam na do hamei, is waqt se puchlo ke kis waqt tumhari yaad na ayi. .
Muskurane ki vajah kya jane hum Hum to unki yaad ko taza karte hai.Kambakth ye hasi bhi aisi hai ki Unki judai mein ro kar muskurate hai....