SMS Messages12089 messages

Dekha jo woh jaam teri yaad aagayi...yeh shaam tere naam, teri yaad aagayi...Har koi Janata tha mujhe tere naam se...Pucha kisi ne naam, Teri yaad aagayi
tujhe agar mile kabhi fursate,mere shaam fir se sanwar de..agar qatl karna hai to qatl kar,yu judaiyo ki sazaa na de.
Aaj fir kuch kamihe tere bagair Narang he na roshni he tere bagair Waqt apni raftar se chal raha he Bus dhadkan thami he tere bagair
main uski dastaras mein hon, magar wo mujhe meri raza se maangta hai kya ahmiyat hai uski is dil mei kis qadar yeh dil usey chahta hai.
Samandar Ki Lehre Hi Rait Ki Lakiro Ko Mitta Deti Hai Hum Nahi Kehte Par Duniya Kehti Hai Hota Hai Jo Apna Preet Usi Ki Yaad Rula Deti Hai.
Bas ek tamanna hai ki unse mulakat ho,bat unse aage badhe aur unka sath ho,kab tak hum yunhi ek dosre ko dekhte rahenge,kuch khamoshi tute aur izhar ka agaz ho.
Mohabbat Ki Zanjeer Se Dar Lagta Hai Kuch Apni Taqdeer Se Dar Lagta Hai Jo Mujhe TUJ SE" Juda Karti Hai,Haath Ki Uss Lakeer Se Dar Lagta hai.
Chhup Gaye Wo Jakar Kanhi Shayad Hame Satane Ko Lekin Ham Unki Yaad Me Bhool Gaye Zamane Ko Koi Unhe Jakar Ye Bata De Ki Taraste Hai Ham Unki Ek Jhalak Pane Ko
Dil ki baat janta nai koi, Kehna in aankhon ka manta nahi koi, Hum to jaan bhi luta de khushi se, Par ehmiyat is jaan ki janta nahi koi
Taras gaye tere didaar ko, dil phir bhi tere liye dua karta hai. Hum se acchha to tere ghar ka aaina hai, jo roj tujhe dekh to liya karta hai.
Kisi k Chehre Ne Khushbu Ko Kr Dia Pagal Phir Us K Baad Sama Ka Sama Hua Pagal Jo Unse Mene Kaha Zindgi Bana Lo Muje! To Usne Dheere Se Ek Lafz Keh Dia PAGAL
Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyon na aaye yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain