SMS Messages301 messages

Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main
kaanch chubhe to jakhm reh jata hai dil tute armaan reh jata hai laga to deta hai waqt marham dil par fir bhi umr bhar 1 nishaan reh jata hai
har ashq ka matlab gam nahin hota, durion se pyar kam nahin hota, waqt bewaqt ho jatin hai aankhain nam, kyounki yaadon ka koi mausam nahin hota,
Waqt kehta hai fir na aaunga.teri aankho ko ab na rulaunga.jeena hai to is pal ko jee le.shayd main kal tak na ruk paunga
Tumhare Saath Ke Lamhe Har Waqt Sata-te Hai, Ab Tumhare Aane Ki Bus Aas Lagaye Bethe Hai, Aankhon Mein Ashkon Ko Ab Rok Nahi Pate, Ki Dil Ko Zabaran Sambhale Huye Bethe Hai!
aaj mehfil mere saath hai fhir bhi tanaha hoon main, bita waqt mera na tha sirf ek lamaha hoon main.
Yeh sach hai ki. Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hai.. Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hai.
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar .Udhar Uska Aaashiyana Tha .. Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed . Usi Waqt Is tofaan Ko Bhi yahaan Aana Tha
Waqt noor ko benoor kar deta hai,thode se zakham ko nasoor kar deta hai,kaun chahta hai doston se door hona,par waqt sabko majboor kar deta hai.
Hum hawa nahi jo kho jayenge, Hum waqt nahi jo guzar jayenge. Hum mausam nahi jo badal jayenge, Hum to aasu hai jo khushi aur gum dono mein nazar aayenge.
Wada kar ke jo mukar jate hain Woh log sab se jyada kareeb hote hain Waqt to chalta hai chal ke badalta hai Par ye log waqt se pehle hi badal jate hain..
tumein hum yaad rakhtay hain,Tumhari yaad se dil ka nagar abaad raktay hain,Har lamha,har waqt tumhe saath raktay hain,suhani raat huti hai tumhari baat hoti hai,aur is se abaad ralktay hain