SMS Messages301 messages

Kashti behti hai kinare ki talaash mei, Log milte hai pyar ki aas mei, Hum roz milte nahi aapse magar..... Waqt bitate hai aapki yaad mein!! :)
kuch gam mere dil se sambhale nahin jate Ashu.n bhi unhe sath nahin le jaye Ek waqt tha pi jate the sau gam ke samunder Do ashk bhi ab mujhse sambhale nahin jate
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye, Zindagi ki akhari sham aa jaye, Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab, Hamari zindagi apke kaam aa jaye
Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi, har waqt muskarane ki aadat nahi rahi, yeh soch ke ki koi manane nahi aayega, ab hamein ruth jane ki aadat nahi rahi
Aakhon mein tera aks utar lenge, khushi tujhe dekar gam udhar lenge. Tere jaane ke baad ayegi teri yaad, tere khayalon mein hi waqt gujar lenge!!
Kalam uthayi hai lafs nahi milta, jisko dhoond rahein hain vo shaks nahi milta, firte hain vo jamaane ki talaash mein, bas humare liye unhe waqt nahi milta!!!
Zindagi, manjil, waqt kisi ne humara saath nahi diya, Sab par se puri tarah vishwas uth gaya. Is duniya se ub gaya hai ab humara jiya, Kisi ko kitna hi chaha kam reh gaya.
Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte, Har waqt bas jise tumhara khyal ho, Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte……
Jinki tamana dil me thi, Judai ab hum unki sehete hai. Furat nahi unhe humse baat karne ki, Is liye hum har waqt khamosh se rehte hai.
kuch khwab khwab reh jaate hai kuch sapne adhure reh jaate hai chahat ka wada wafa ki kasmein kagaz pe chand tehrerein reh jaati hai tujhse milna tujhe paane ki aarzoo kuch khwahishein hasratein reh jaati hai tere saath bita waqt tere sang guzre lamhe maazi k faqt yaadein reh jaati hai.
Unki yaadon main kabhi hum so bhi na sake... unke khayalon mein kabhi kho bhi na sake.. jab judaai ka waqt aaya to kismatt dekho.. hum aakhon se ro bhi na sake
Todna tute hooye dil ka boora hota hai, Jiska koi nahi uska khuda hota, Log naahak hi kisi aadmi ko bura kahte hai, Bura aadmi nahi, bura waqt hota hai!