har phool gulab

har phool gulab
har phool gulab nahi hota,har dost wafadar nahi hota,yeh to dil milne ki baat hai warna saath phero me bhi pyar nahi hota.
  

Jan, 27 2012     122 chars (1 sms)     11736 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Tqdir Jaisa Chaha Dhal Gae HmU to Sambhal K Chale The Fir b Fisal Gaye Hm Apna Yakin He K Dunia Badal Gai Par Sbka Khyal He K Badal Gaye hain Hm..
PHIR CHUPKE SE YAAD A GAYA KOI, MERI AANKHON KO PHIR RULA GAYA KOI, KAISE USKA SUKRIA ADAA KARUN, MUJH NACEEZ KO SHYAR BANA GAYA KOI.
Ishq k bazaar mein Ruswai bahothai Pyarke naseeb mein Judaai bahothai Istarah baarbaar gallena lagakaro Rah-e-Mohabat mein tanhayi bahothai
Eid Ke Din Bhi Majboor The Takdeer Se Hum Bahut Roye Lagke Gale Teri Tasveer Se Hum!!!
Zindagi Kitni Khubsurat hoti, Agar teri chahat adhoori na hoti, Kuchh uljhane khuchh majbooriyan hoti beshak, Magar pyar mein itni dooriyan na hoti…..
Tadap Uthte Hai Unhe Yaad Karke, Jo Gaye Hai Hame Barbaad Karke, Ab To Itna Hi Talluk Rah Gaya Hai, Ki Ro Lete Hai Unhe Yaad Karke
Dil Bejuban He Kuch Kh Nhi SktaTeri Khamoshi Ek Pal Seh Nhi Skta Aap Samajh Jaye Dil Ki Baat KoQ..ki Bina Aapke Wo Chain Se So Nhi Skta
e diwane tu kya jane ye bhi apna farz nibha raha hai, koi chum na le mere kadmo ki mitti ko isi liye nishan mitata ja raha hai
Kash ke hm unke dil pe raaj krte,jo kal thi wohi Dosti aaj krte,hme gum nahi unki bewfai ka,Bs Armaan tha k hm bhi apni Dosti pe naaz krte
Ishq wale ankho ki bat samajh lete hai. sapno me mil jaye to mulakat samajh lete hai. rota to asmaan b hai pyar ke liye par log use barsaat samaj lete he "
Aap ki badd-dua bhi dua bann k lagi, aapke har gham ne bhi sukoon diya, hum zinda hai toh yeh jaankar k pyarse na sahi par, aapne hume yaad toh kiya…
Itna kyon chaha use ke bhula na sake,itna kyon paas aaye ke door ja na sake,ab tanhai mein bethe to sochte hain,kyon chaha use jise kabhi pa na sake.