Gam bhul jaane

Gam bhul jaane
Gam bhul jaane ko ji karta hai, Ab ek baar muskurane ko ji karta he Bahut ji liye yaadon ke sahare, Ab to aapke paas aane ko ji karta hai,
  

Jan, 28 2012     138 chars (1 sms)     1275 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

2 bate unse kahi dil ka dard kho gya,Logo ne hmse pucha aaj tumhe ye kya ho gya.Hm bekrar akho se sirf hans paaye,Bs yhi na keh paye k hme pyr ho gya.
Nazar me tumhare nazare rahenge, Palko pe yuhi chand sitare rahenge,Badal jaye to badle ye zamana,Khuda kasam hum to hamesha tumhare rahenge
Ye dard unhe bataye kaise, In aankho ki nami ham dikhaye kaise, Aaj bhi wohi chahat he is dil me, Wo karib hi na aaye to ham Jataye kaise..
Koi saagar,koi dariya ,aur koi jheel kaheta hai teri in bhure ankhoin mein kahin JANNAT hain yeah mera DIL kaheta hain....
Ghamne hasne na diya, Zamane ne rone na diya, Is uljano ne jinena diya, Thak k jab sitaron se panah li Neend aayi to apki yadne sone na diya
khushgawar mausam hai thodi c hawa me nami hai aansuon ki behti nadi abhi-2 thami hai milna to hum b chaahte hai unse par hmaare paas saanson ki aur un k paas waqt ki kami hai
Ibadat rab ki aur soorat yaar ki ho sajda rab ka aur rasam pyar ki ho ashiqo ke mahzab ka kaya kahna zikar rab ka aur baat yaar ki h
Dil ko dhadkana aapne sikhaya, ankho ko rulana aapne sikhaya kaise kare bewafai aapse, pyar karna bhi aapne sikhya
Apko bhul jaun umr gujrne ki bat hai,apko nai ykin ye aur bat hai.. jab tak rahegi sans tab tak rahoge yad,ye sans tut jaye to aur bat hai..
Bahut kuch nahi chahiy 1 muskan kafi hai, hmesha khush raho ye arman kfi hai, bhulna mat hmko kbhi, hmare liye tumhara ye ahsan kfi hai
Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai, Kuch tanha par kuch khaas guzri hai, Na neend aai na khawaab koi, Bas aap k khayalon k saath guzri hai.
Ankho Me khwab utrne nahi deta Wo shakhs mujhe chain se Marne nahi deta Bichde to Ajab pyar jatata hai Khato mE Mil jaye to fir had se gujrne nahi Deta