WIFE:SUNA HAY KAY JANNAT MEIN HUSBAND KAY SATH WIFE KO NAHEEN REHNAY DETE HUSBAND:THEEK SUNA HAI.WIFE:AISA KYOUN?HUSBAND:ARAY PAGLI ISI LIAY TU USAY JANNAT KEHTE HEIN.
Munna : Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai. Circuit : Aey Bhai!!! aap to khud doctor ho. Munna : Bolay to meri fees bahut zyada hai.
teacher-osama ki 5 biwi & 20 bachche.lalu ki 1 biwi aur 9 bachche,to batao kaun achcha? studnt-score to osama ka zyada hai par strike rate lalu ka achcha hai
Ek aadmi cycle se jaa raha tha. Raaste me usne ekd ladki ko cycle maar di. Ladki : Ghanti nahi maari jaati kya Aadmi : Puri cycle maar di, ab kya ghanti alag se maaru.
Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath... Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai? Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho
PRINCIPAL :Agar koi ladka girls hostel mein gaya toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500. MUNNA BHAI :Boley to Monthly paas ka kya lega Mamu