Munna : Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai. Circuit : Aey Bhai!!! aap to khud doctor ho. Munna : Bolay to meri fees bahut zyada hai.
MUNNA BHAI : Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha. MAMU : Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya? MUNNA BHAI : Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.
A Policeman asks his Son: Ithne Kam marks kyun laaye hoAaj se tera khelna, tv dekhna, bahar jaana sab bandhSon: Yelo 50 rupai......baath ko yahin katham karo
Hansa:Automatically ka matlab kya hota hai?Praful:Jab auto me koi ladki baithti hai aur uske sir pe ek bhi baal na ho to usko kehte hain,Auto-main-Takli!