Heights of laziness: Boy-Papa 1glass pani dedo. Papa-Khudlelo. Beta-Plz dedo. Papa-Ab manga to thappad dunga. Beta-Jab thapad dene aaoge to pani lete aana.
Ek aadmi cycle se jaa raha tha. Raaste me usne ekd ladki ko cycle maar di. Ladki : Ghanti nahi maari jaati kya Aadmi : Puri cycle maar di, ab kya ghanti alag se maaru.
Young girl goes 2 Dr wth mom. Girl-Medicl check up karana hai. Dr-sare kapde utar ke parde ke piche let jao. Girl-mera nai,mummy ka. Dr-Mataji aap jibh dikhaiye
Mom: Beti badi ho kar kya karogi? Beti: Kuch nahin... Maan banungi, padhungi, shaadi karungi... aur kya? Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna.