PRINCIPAL :Agar koi ladka girls hostel mein gaya toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500. MUNNA BHAI :Boley to Monthly paas ka kya lega Mamu
Munna bhai-abe circuit,1baat bata,agr bina daant ka kutta kisi ko kate to kya karte hai? (Circuit bahut sochne k baad) Simple hai bhai,bina sui k 14 injection lagva do!! :)
Ek aadmi cycle se jaa raha tha. Raaste me usne ekd ladki ko cycle maar di. Ladki : Ghanti nahi maari jaati kya Aadmi : Puri cycle maar di, ab kya ghanti alag se maaru.
In a train compartment husband: Darling, mujhe to tumhari aatma se pyar hai, tumhare jism ki mujhe koi chah nahin. Main tumhari rooh ko chahta hoon, tumhara shareer to main kutton ko daal doon. Banta sitting on upper berth says: BOW BOW