Yusuf ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai Kuch is tarah se Haseenon ka pyaar dekha hai Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat Kasm khuda ki..Cinema bhi udhaar dekha hai
Kabhi dost kehte ho, Kabhi dua dete ho, Kabhi bewaqt nind se jaga dete ho, Par jab bhi hume "SMS" karte ho, To khuda kasam zindgi k saare gam bhula dete ho
Gam me jine me maza aata hai,gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai