SMS Messages6119 messages

Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat hi kiya karo, itne bhi gair na samjo ki baat hi na kiya karo, call nahi to miss call hi kiya karo!
Aisi bewafaai ki usne.. Mohabbat bhi badnam ho gayi.. Apni mohabbat ki itni kimat vasool ki usne.. Ki Hamari kabar bhi nilaam ho gayi...
Gujare hue kal ki yaad aati hai kuch lamho me aankh bhar aati hai vo subah rangin aur sham nirali hoti hai jab aap ki yaad aati hai.
Vo aai nhi kabi muje yaad karke, vo gai jab b muje barbad karke. agar vo aay meri maut pe use keh dena abi soya hai tuje yad karke
Ishq walo se pucho unki raat ka aalam,ki unke dil ki halat kya hoti hai,samne se to vo kush dikte hai magar,unke dil ke har kone me kayamat chupi hoti hai.,
Tamam umar zindgi se dur rahe,teri khushi k liye apni khushi se dur rahe,ab isse badkar wafa ki saza kya hogi,k tere hoke bhi tujse dur rahe
Bahut kam log hote hain zamane me aise,sachi chahat ki jinhe pehchan hoti hai,itna soch lena kisi pe mar mitne se pehle,ki gavane K liye ek hi jaan hoti hai.
Bhule hai voh kuch is tarah hamein,k unhe samjhna b mushkil ho gaya,kya pata koi khata ho gayi humse,ya koi aur unke zyada kareeb ho gaya.
Socho k pani se juda hokar Ye Machhliyaan kyo tadap kar mar jati hai,Na malum tha unko k nazdikiya adat aur adat aksar Jindagi ban jati hai
Samet lo in haste hue najuk palo ko,na jane yeh lamhe kal ho na ho,Ho bhi yeh lamhe to kya maalum,shamil un palo me hum ho na ho......
Kash wo nagme hume sunae na hote. Aaj unko sun kar aasu aaye na hote. Agar isi tara bhul jana tha. To itni gehrai se dil me samaye na hote?
Arz Kiya Hai:- Kaash Banane Waale Ne DIL Kaanch K Banaye Hote; Kasam Khuda Ki,Todne Waale K Haathon Mein ZakhmTo Aaye Hote!