SMS Messages6119 messages

jub main mar jao to lash pe akar meri do ansu baha lena dost naaaa sahi insaniyat ke nate hi ye rasm nibha lena
Kitne jaldi yeh mulakat guzar jati hai, pyas bujhti nahi ki barsat guzar jati hai. “Apni yaado se kehdo ki yu na aaya kare, neend aati nahi aur raat guzar jati hai”.
Likhne se pehle salaam karte hai, Dard-e-dil se paigam karte hai, yeh mat samajhana ke bhool gaye hai hum, yaad toh apko subha shaam karte hai…
jindagi kya hai, shayad ak sach shayad ak jhoot, par jindagi main vahi safal hota hai, jo ise ak khel mankar chalta hai,kyonki khel main harkar bhi kuch seekhne ko milta hai
zaraa palat kar to dekh lete, hum wahi khade the, pal do pal to aap muskura lete, to un palo mein hum apni sari zindagi jee lete
Sath uska kya chuta hum majak ban gayee, pata nahi meri takdir mai kya likha tha, jo is khaiyee mai aakar gir gayee. .......
Bahoot tamanna thi, rishto ke aashiyan banane ki, Bana chuke toh lag gayi Nazar zammane ki. Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo, Saza mili hai hume muskurane ki ! .......
dero diwar se utar kar ke parchhaiya bolti hai , Jab koi nahi bolta to tanhiya bolti hai. .......
Socha Karte Hai Hum Yuhi Kabhi Ke Tum Na Hote To Kya Hota... Dil Me Hota Kitna Dard Aur Safar Kitna Tanha Hota. .......
hum rah main khadi imarat ko manjil samajh behte chamkne wale patthar ko sona samajh bethe woh to is dil ke rishtey ko samajh hi na saka or hum use khuda samajh behte
Gujar to jayegi tere bagair par bamushkil bekarar gujaregi teri yaadon ke saath .Tera intezar hai qayamat tak,Bemuddat teri aarju rahegi...
Ahsaan hai tera dil par , ke ishq toone sikhaaya, Doondha kayi baar dil ko , dariya -e- gum hi paaya Lutaaya kayi baar is dilko , humne teri khaatir, Rang teri wafa ka mere , ashko mein nazar aaya Hoti hai band saanse , na hoga shikva kisiko Samjhenge wo ke unko, koi khwaab bura aaya ....