SMS Messages6119 messages

ek janaze ko dekh kar ladki muskrayi,ek baba bola beti jawan mot pr yu muskraya nhi krte,beti boli baba kya karu wada kiya tha jb bhi milenge muskura dena,mere janaze per bhi na rona.
In Ankho se ye aansu bahte hai tum kya jano kitna dard hum sahte hai log humara majaq udate hai aur humare ansuo ko pani kahte hai.
Mar jayenge mit jayenge naam tumhara kar jayenge,Zamana pukarege tumhe mere naam se,Itna majbur is duniya ko kar jayenge
Kudrat ke karishmo me agar rat na hoti, khwabo me bhi unse mulakat na hoti, yeh dil to he har gam ki wajah, ye dil hi na hota to koi bat na hoti…
Aasuoan ko palko tak laya mat karo,dil ki bat kisiko bataya na karo,log mutthi me liye namak firte hai apne jakhm unhe dikhaya na karo.
Kash samajte wo is dil ki tadap ko, to yu na hume rusva kiya hota, aapki ye berukhi bi manzoor ti hume, bas.. 1baar hume samaj to liya hota.
Mehfil Me Kuch To Sunana Padta Hai,gum Chupakar Muskurana Padta Hai, Kabhi Unke Hum Bhi Dost The, Aajkal Unhe Yaa Dilana Padta Hai..
Dil ne kaha yaad karna chod dun .. Dil ne kaha yaad karna chod dun.. Tum to hamare saanson mein base ho toh kya saans lena chod doon?!
Wada to kar lete hai par nibhana bhul jate hai, laga kar aag sine main buzana bhul jate hai, bhulana jaisi adat ho gai hai _ap ki, aap hi rulate hai, our fir manana bhul jate hai.
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare. gar kare to qayamat tak juda na kare. Ye mana k log marte nahi judai main. Magar ji bhi nahi pate tanhai me
Na vo aa sake na ham ja sake ,dard dil ka kisi ko na suna sake ,yadon ko lekar baithe hain aas me unki ,na Vo bhula sake na ham bhula sake.
Rang wale rang se tasveer badal dete hain,Nikle hue kamaan se teer badal dete hain... Tumse mere do aansu na badle gaye,Badalne wale to taqdeer badal dete hain