SMS Messages6119 messages

Mohabat me hum ne unko khuda mana. hame hosh tab aaya jab unhone kaha ki khuda kisi ek ka nahi hota.
teacher : usne khudkhushi kar li, use khudkhushi karni padi, farak batao student : pehla padha likha berojgar tha, dusra shadi-suda tha
Ek pal me kabhi ye duniya simat jati hai to kabhi bikhar jati hai. ek pal me jindgi chal pdti hai to kabhi tham jati hai. ek pal me hansati hai to kabhi rulati hai aur kabhi to ek pal me zindgi ke sare mayane samjha jati hai.
Wo do pal sath rhne ki baat krte the hm umar k sath ki baat krte the wo raste ki baat krte the hm manzil ki baat krte the phir b chal diye the un ke sath do pal ka rasta tay krne k liye. ye unki khusnasibi thi aur hmari bdnasibi , kyoki unhe to do pal ka sath chahiye, aur hume zindgi bhar ka sath nibhana tha.
Na jagte hui khab dekha karo na chaho uase jise pana sako pyar kaha kisika pura hota hai pyar ka pahila akshar adhura hota hai
Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai jisme beeta hua kal nazar aata hai bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye aur waqt sab kuch lekar guzar jata hai
Dil me tamannaon ko dabana seekh liya, gam ko ankhon me chhipana seekh liya, mere chahre se kahin koi baat zaahir na ho, daba ke hothon ko hamne muskrana seekh liya
Devi ke kadam aapke ghar me aayen, aap khushali se nahayen, pareshaniya aapse aankhen churayen, navratri ki aapko shubh kamnayen jai mata di
Tere dil mein dosti ki buniyad rakhenge,, khud ko kaid magar tujhe aazad rakhenge,, kahin ho na jaye gustakhi dosti mein aye dost,, issliye hum apne kadam tere kadmo ke baad rakhenge,,
Hone the khel muqaddar ke ho gaye,hum tuti nau leke samanddar ke ho gaye,khushbu mere haanth ko chhukar chali gai,hum phol sabko baant kar patthar ke ho gaye.
Likhu kuch aaj yeh waqt ka takaza hai; dil me dard abhi taza-taza hai; gir padte hai aansu mere kagaz par, lagta hai kalam me syahi kam aur ishq zyada hai..
Krishan ki mahima, krishan ka payar. krishan mai shardha , krishan se sansar ...mubarak ho apko janmasthami tyohar..lila dhar ki kirpa aap par sada barasti rahe .....