Itna kuch khoya ki hume paana na aaya, Pyar kiya to jatana na aaya. Aa gaye is dil mein pehli hi nazar mein who, Kasoor humara tha jo hume unke dil mein samana na aaya.
Har Phul Ki Ajab Kahani Hai, Chup Rehna Bhi Pyar Ki Nishani Hai, Kahi Koi Zakham Nahi Phir Bhi Kyu Ye Daar Ka Ehsas Hai, Lagta Hai Mere Dil Ka Tukda Kisike Paaaaas Hai.
Hamara har lamha chura liya aapne, aankhon ko ik chand dikha diya aapne. Hamein zindagi to di kisi aur ne, par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.