SMS Messages6119 messages

Phoolo Ki Tarah Hansti Raho Kaliyoun Ki Tarah Muskurati Raho Khuda Se Sirf Itna Mangta Hoon Ke Tum Mujhe Hamesha Yaad Aati Raho
namo kaa ek hajoom saa mere pass hai magar dil ek naam sun k dharakta hai tarasti hai nighae tera deedar kerny ko dil majboor kerta hai tuj saay pyar kernay ko
Youn hi tunhai main hum dil ko saza dete hain, naam likhte hain tera likh ker mita detey hain, yai soch ker rehne dia armaano ko dil main, mehman kabi gar se nikale nahi jate.
mein chaon sapno mein bas sath tumhara inn haton mein mere bas hath tumhara ho pyar itna hai tum saay kaay dil manta nahee kaay koi mere baad tumhara ho
Zindan_e_Ishaq Mein Jo Griftaar Ho Gya Kisi Kaam ka Na Raha Bekaar Ho Gya Jiss rooz keh usey Mehboob ka Deedar Ho Gya Us din se Shuru Dobara Intazar Ho Gya
Dekh ka tume kuch kuch hota hai Aab tum ko hi yeh dil chahata hai AAKHEN mai bhi SIRF TUM hare SAPNE,Lagtahe HUMa AASHIQUE BANAYA AAPNE!!
Youn hi tunhai main hum dil ko saza dete hain, naam likhte hain tera likh ker mita detey hain, yai soch ker rehne dia armaano ko dil main, mehman kabi gar se nikale nahi jate.
meri kisi khata pe naraj na hona. apni pyari c muskan kabi na khona. sukoon milta hai sunn kar apki hansi ko, haste rehna zindgi me kbi udaas na hona…….
Haqeeqat karo byaan to mazaak lagta hai, ibadat karo jab to jhootha khwab lagta hai, Are ye dil hai dil, aur dil ki hai ye sdaa, aur tum kehte ho ki tumhe ye haseen ittfak lagta hai
azre mila kar unhe chura mat lena, dost bana kar dushman mat bana lena, maana ki bohat door rehte hai apse, isi ka bahana kar ke bula mat dena..
Chand utra tha hamare angan me, yeh sitaro ko gawara na hua, hum bhi sitaron sekya gila kare, jab chand hi hamra na hua
jab sawan badal chaye’ hon.bhagan nay phool khilaye’ hon.jab sham nay basti gheri ho.ek baar kaho tum meri ho