SMS Messages6119 messages

Asman ko need aaye to kahna sulaau kahan Dharti ko maut aaye to dafnao kahan Sagar mein lehar aaye to chupao kahan Jab teri yaad aye to jau kahan!!!
Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi,. Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Aayi,. Aankho Me Mahsoos Kiya Us Hawa Ko,. Jo Tumhe Chukar Hamare Pass Aayi,............
Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye.. Ab Iss Kadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaaye..
Mohabbaton Mein Ajab Hai Dilon Ko Dharka sa.. K Jaane Koon Kahan Raasta Badal Jaaye..
Imtihaan aur mere zabt ka tum kya loga Main ne dharkhan ko bhi seena mein chuppa rakha hai
Toot jaate hain sabhi rishte magar, dil se dil ka rishta apni jagah, dil ko hai tujhse na milne ka yakeen, tujhse milne ki dua apni jagah!
Kitne sunder ho tum, chand sa mukhda hai tumhara. Log kehte hain chand ka tukda ho tum, main kehta hoon chand tukda hai tumhara!!
Tahzeeb e ishq yeh hai ki woh hum par karein sitam, aur un se kahein ki ye karam hain sitam nahin.
hame maut ka intezar na hota gar jindagi hamne payi na hoti,ham kisi ko ho jate gar wo is dil main ayi na hoti
Phool hote to teri rahon me bichh jate gum hote to tujhe kabhi na satate. Ye aur baat hai ki tere dost hain hum na hote to bhi tuj hi pe jaan lutate
Har dil ke tukre tukre main naam tera hee milega aghar uske bhee tukre kar do usmain bhee wahi dikega Kam na ye mohabat tumain kaheen milegi Merei har ek raah main teri hee chaha dekhegi
kismat par aaitabar kisko hai mil jaye khushi inkar kisko hai kuch majburiya hai meri jaan warna judia se pyar kisko hai