Funny Shayari SMS Messages491 messages

Unki galise mera janaza nikla wo na nikle jin ke liye janaza nikla unka Ghar aaya mere dost siti bajane lage ,rakh kar mera janaza kamine use PATANE lage
Dosti ka hr frz hum jante hai, tumhare har dard ki dava hum jante hain. Humein bhulne ki kabhi koshish bhi mat karna kyunki hum gala dabana bhi jante hain
Tumsa koi zamin par hua to rab se shikayat hogi, tumsa koi zamin par hua to rab se shikayat hogi, Ek to jhel liya dusra aaya to kayamat hogi.
Tumhari Dosti Ne Mujhe Bahut Kuch Sikha Diya, Meri Khamosh Zindagi Ko Jaise Hasa Diya, Karzdaar Hoon Main Us Khuda Ka Jisne Mujhe Tum Jaise JOKER Se Mila Diya
Ansoon teri nikle aur ankhein meri ho...dil tera dhadke aur dhadkane meri ho , khuda kare hamari dosti itni gehri ho ki naukri tum karo aur salary meri ho
Baagon me phool khilte rahenge, Raat ko diye jalte rahenge..Dua hai khuda se aap khush rahein hamesah, baki tang to hum hamesah karte rahenge
Jindagi behal hai, sur hai na taal hai, vicharo ki kya hadtaal hai, SMS box kangal hai, ek sms bhej de, meri mobile ki jindagi ka sawal hai.
Log kehte hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi, magar woh log ueh kyon bhool jaate hain ki dhoka bhi zindagi hi deti hai maut nahi."
Apko kya pata hum aapko kitne yaad karte hian..har pal tumhari fariyad karte hain..roj khat likhte hian cartoon network ko..aapko dikhane ki mang karte hain..
Aj khuda ki shararat samajh aae hai, is dharti par apki hukumat samajh aae hai, apko dharti par bhejna uska bahana tha RAVAN ke baad kisi ko to is dharti par aana tha....
Baithe tere khyalo me kore kagaj par likh dala tera naam .. tasweer bhi utar dali... aur likha hai paigam.. jinda pakadne wale ko 500 ka inam....
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola