KHUDA KI IBAADAT ME

KHUDA KI IBAADAT ME
KHUDA KI IBAADAT ME JAB BHI YE HAATH UTHAYE, YEHI DUA MAANGI-HAR KHUSHI TUMHE MIL JAAYE........, MERI ZINDAGI SE TUM JEEYO, TUMHARI MAUT SE HUM MAR JAAYE.
  

Jan, 27 2012     154 chars (1 sms)     930 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Maine Har Gum Khushi Me Dhala Hai,Mera Har Ek Chalan Nirala Hai, Log Jin Hadso Par Marte Hai,Maine Un Hadso Ko Pala Hai.
Ek Larki Mujhe Gham Or Aansoo De Gayi Jab Khuch De Na Saki To Ruswayi De Gayi Meri Zindagi Se Jate Huye Nishani Ke Tor Per Kitni Mahabbat Se Mujhe Tanhayi De Gayi
Ek bar mombati ke ander ka dhaga bola, main jalta hu to tu kyu piglti hai? Mombati boli,jisko dil me jagah di ho vo jab bichadta hai to ansu to nikalte hai na.
Gham Ne Hasne Na Diya.. Zamane Ne Rone Na Diya, Is Uljan Ne Chain Se Jine Na Diya, Thak Ke Jab Sitaro Se Panah Lee, Nind Aye To Teri Yaad Ne Sone Na Diya.
Vafa Nahin Milti Yahan Vafa Karke,Humne Dekha Hai Tazurba Karke, Zindagi To Kabhi Nahin Aayi,Maut Aayi Bhi To Zara Zara Karke.
Sath dene ka vada kiya hai, shikwe sehne ka vada kiya hai, agar bhula bi denge aap hume to kuch na kahenge,humne to apko khusi dekne ka vada kiya hai.
Usko kya saza doo, jisne mohabbat main hamara dil tod diya, Gunah to humne kiya, jo uski baton ko mohhabat ka rang diya.
Asman ko pata tha k raat kya hoti h juba ko pata tha k baat kya hoti h ab tak anjan tha jin thapedo se me wo bewfa bata gayi k bewafi kya ho
Tumhe Ab Bhul Hi jaye To Acha HaiYeh Faslay aur B Bar Jaye To Acha Hai teri Chahatain Hum Ko Nahi Hasil To Ab Ghair He Bun jaye to acha.
Ek yahi aas he kafi hai mere jeene mein,Dil nahi aap dharakte ho mere seene mein,Tujh se jo zakham mile dil se laga leta hoon,Kitni Meethe lagte hai tere gum peene mein.
Mangu Bas Tujse Wo Ibadat de De, Tere Khazane Se Thodi Si Mohabaat De De,Ya To Tu Muje Umar Bhar ka Sath dede, Ya Tere Darr pe Marne Ki Izzazat Dede.
Jo Mere Shehr Me Rosni Laye Honge,Un Diyo N Kitne Ghar be Jalaaye Honge,Hath Uske B Zarur HueHonge Zakhmi,Jisne Kante Meri Raho Me Bichaye Honge