Agar tum kaho

Agar tum kaho
Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Lekin tum unka karo gi kiya???
  

Jan, 23 2012     156 chars (1 sms)     4080 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Request karti hun, Refuse mat karna, Dil ka bulb jalakar, Fuse na udana.
MERA DIL, JIGAR KIDNEY LEVER HO TUM, WAQT BEWAQT AAYE WOFEVER HO TUM, DOOBKAR JISME KHO JAAU WO RIVER HO TUM, JEEVAN ME AB TO FOREVER HO TUM.
Baith Kr Unki Zulfon K Saaye Me Swarg Jaisa Anand AayaKambakhat Biwi Ne Dekh Liya Shaam Ko Hospital Me Hi Hosh Aaya..
Baithe tere khayalo me, kore kagaz pe likha tera naam... Tasvir bhi bana dali aur likha ye Paigam.. 'Zinda ya murda, pakadne vale ko 5000 nakad inam...
Mat kar mere dost apniwali se itni mohabat vo aankho se war karti hai,maine dekha hai unhi aankho me vo tujh se jyada mujhse pyar karti hai.
Pehle Wo Kuch Bat To Krte The, Choti Sahi Mulakat To Karte The, Maine Youn Hi Unhe Apna Samz Lia, Wo Hmpar Nahi Mere Sms Par Marte The.
Kabhi hamari yad AYE TO COL KAR LENA PAISE KAM HO TO SMS KAR LENA AGAR YE BHI N KAR SAKO TO MOBILE DAHI ME DALKAR VIBRATER ON KAR.
Apne sasur ka dulaara hoon main, apni biwi ko bhi pyara hoon main filhaal toh yeh sab sapne hain, kyunki abhi tak kunwara hoon main !
Unhe Pyar Karna nahi ata, aur hame Pyar ke sivay Kuch nahi ata... Jine ke sirf ye do raste hai, ek unhe nahi ata aur ek hame nahi ata...
Phoolon ko phool pasand hai, dilon ko dil pasand hai. Shayar ko shayeri pasand hai. Kisiki pasand se hame kya, hamko to bas apki girl friend pasand hai
Shehar Ki Gali Mein Paan Ki Dukan, Devdas ne Dekhi Paro Ki Muskan, Devdas ne Khilaya Paro ko Paan, Khake Paan Paro Boli "Shukriya BhaiJaan"
Hu main Dr jahan,Meri wife hai nurse waha.Ye kaisa zulm sehna PADTA hai,Mujhe apni wife ko SISTER KEHNA PADTA hai!!