Teri galiyo me

Teri galiyo me
Teri galiyo me na rakhenge kadam aaj k baad. Kyon ki kichad bahut ho jata he barsaat k baad.
  

Jan, 23 2012     92 chars (1 sms)     2365 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Us pyari si surat ka phir ek baar deedar de, tadap rahe hain hum aur na intezaar de. Apni aawaz nahin sunani to na suna, aye zaalim ek missed call to maarde.
Tumhe gairo se kab fursat, Hum apne gam se kab khali, Chalo ho chukka milna, Na tum khali na hum khali.
Sms na kar ke dil tod diya. Ab mobile dafna dena, kafan na mile to rumal odha dena , log puche rog kya tha, to apni kanjusi bata dena..
Hasino ka kafila masjid ki taraf ja raha tha hum ne apni taraf bula liya,hum to barbad ho chuke the lakin khuda ko barbad hone se bacha liya
Lamha Lamha waqt guzar jayega... Chand lamhon mein exam aa jayega... Abhi bhi waqt hai, do line padh lo... Warna pass kya MUNNA BHAI karvayega???
Jab Jab hume pyaas lagti hai, Unke aane ki aas lagti hai unki dewangi mein hum ho gaye itne dewane Ki har ladki ki maa apni saas lagti hai
In hasino se Rasme Wafa or Dil Lagana sarasar bhool hai Jis din ye ikrar karen mohabbat ka, Samajh lena us din APRIL FOOL hai!
Aaj ka menu.. pyar ki roti care ki sabji Affection ka raita Faith ka salad Trust ka pulao & Love ki sweet dish only for special love u..
Nazar badalti h, Wafaye badal jati h, Meri ada se hawaye badal jati h Apni mhbooba ko bacha lo Bhaiya, Meri 1muskan se premikaye badal jati h
Lal diwar per choone se likha tha Ghalib ne, Lal diwar per choone se likha tha Ghalib ne, Yahan likhna mana hai.
Zindagi behaal hai, Sur hai na taal hai, Msg box bhi kangal hai, kya aapki sms factory me hartal hai, Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai
Chuhe ka sehra suhana lagta hai,Chuhiya ka to dil diwana lagta hai,Pal bhar me aise kutarte hain kapde,Ab to her kapda purana lagta hai