SMS Messages107 messages

Aaj arse baad jab suni uski awaaz, toh laga ki mere bahut pass hai woh. Ho gayi nam yeh aankhen jab hosh aaya, aur paya ki kabhi naa puri hone wali aas hai woh.
Ye Aankhe Num Kyo-Hai... Ye-Dil Gumsum Kyo-Hai... Jise-Kabhi Paya He Nahi Use Khone Ka Gum Kyo-Hai…
Jab kabhi koi gam sataye,koi baat dil ko na bhaye,Aankhen sagar chalkayen,baat karke dekhna humse kya pata kuch ansu kam ho jaye!!
Aapki zindagi me kabhi gam n ho, Aapki aankhe kabhi aansuo se nami n ho,Aapko mile zindagi bhar ki khushi,bhale hi uus khushi me hum na ho
Der raat jab kisi ki yad satay, thandi hawa jab zulfon ko sahlaye, karlo aankhe band aur so jao, kya pata jiska hai khyal wo khwabon mein aa jaye.
Raah me jab bhi mudkar dekhoge, mujhe apne saath paaoge, Chale jao chahe jitni dur, mujhe apne dil me paoge, Kabhi yaad aa jaaye hamari, to band kar lena aankhen apni, Dur hokar bhi tum mujhe apne kaareeb paoge.
Jakhma itne gahare hai, Ijhar kya kare, Hum khud nishana ban gaye, vaar kya kare, Mar gaye ham, Aankhe khuli rah gayi, bas isase jyada aur kisi ka intejar kya kare...
Dil unko dundta hai gum ka shringar karke. Aankhe bhi thak gayi ab intzaar karke.. lagta hai naseeb me nahi hai jo chhahate hai hum, to kya fayda kisi se ijhar karke,
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain, meri har aah har dard samajhti hain. Pata hai majbuur hai tu bhi aur main bhi, phir bhi aankhein tere deedar ko tarasti hain.
Ankhein khuli ho to chehra tumhara ho, Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho, Mujhe maut ka dar na hoga, Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho.
Dil gumsum, Zubaan Khamosh, Aankhein aaj num kyon hai. Jo kabhi apna hua hi nahin use aaj khone ka gum kyon hai...
Ishq kiya tujhse, mere aitbaar ki hadh thi; Ishq mein de di jaan, mere pyaar ki hadh thi; Marne ke Baad Bhi khuli thi aankhen, yeh mere intezar ki hadh thi..!