SMS Messages982 messages

Chaha tha jisko use bhulaya na gaya, jakhm dil ka logo se chupaya na gaya, judai k baad bi itna pyar karta hai dil use, k judai ka ilzam bi us pr lagaya na gya.
Mohabbat ka matlab intzaar nahi hota, Har kisi ko dekhna pyar nahi hota, Yu to milta hai roz mohabbat-e-paigam, Pyar hai zindgi jo har baar nahi hota…….!
Saath to mangne Se Mil Sakta Hai Lekin Pyar Mangne Se Nahi Milta Kyonki Pyar Kiya Nahi Jaata Pyar to Ho Jata dil se dil ko jab koi pyara lagta hai.
Main Lafzon se kuch bhi izhaar nahi karta, iska matlab ye nahin k main tujhe pyar nahi karta chata hun tumhe aaj bhi par teri soch mein apna waqt bekar nahi karta, tamasha na ban jaye kahin mohobat mein mera islye apne dard ko bayan nahi karta
Jab koi khayal dilse takarata hai, dil na chahkar bhi khamosh reh jata hai, koi sab kuch kehkar pyar jatata hai, toh koi kuch na kehker bhi pyar nibhata hai
kismat par aaitabar kisko hai mil jaye khushi inkar kisko hai kuch majburiya hai meri jaan warna judia se pyar kisko hai
Itna Pyar na Karo Ke Bigad Jaye Hum, Thora Danta Karo Ke Sudhar Jaye Hum, Agar Ho Jaye HumseKoi Khta To Ho Jana Khafa, Itna Bhi Nahi Ke Mar Jaye Hum……
Kyon koi chah kar mohobbat nibha nhi pata, Kyon koi chah kar rishta bana nhi pata, Kyon leti hai zindagi aisi karwat, Ki koi chah kar bi pyar jata nahi pata..
Fiza mein mehekti ek shaam ho tum, Pyar mein chalakta jam ho tum. Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari, Meri zindagi ka dusra naam ho tum.
Tadap ke dekho chahat mein, To pata chale pyar kya hota hai. Mil jaye har koi yuhi raho mein, To kaise pata chale ki intezaar kya hota hai.
Sukhe patte se pyar kar lenge, Hum tumahara aitbaar kar lenge. Tum yeh to kaho hum tumahare hai, Hum jindagi bhar intezaar kar lenge.
Itna kuch khoya ki hume paana na aaya, Pyar kiya to jatana na aaya. Aa gaye is dil mein pehli hi nazar mein who, Kasoor humara tha jo hume unke dil mein samana na aaya.