SMS Messages663 messages

Log ishq karte hai bade shor ke saath, Humne bhi kiya tha bade zor ke saath, Magar ab karenge zaar gaur ke saath, Kyunki kal dekha tha use kisi aur ke saath
Tajmahal kya cheez hai, isse badi imarat banaunga, Mumtaz to marke dafan hui thi, tuzhe to mein zinda dafnaunga
Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Phir bhi na dikhe agar toh chashma badal kar dekh lo !!!
Na 'Sachhai' badi hai,Na 'Khuddari' badi hai,Na 'Bhalai' badi hai,Na 'Imandari' badi hai.Bada woh hai jiske ghar ke bahar Mercedes Benz khadi hai.
Tute hue khandar ka hissa bana gayi, ghar ko kabad khane ka dibba bana gayi, nikah ke 3 mahine hi guzre the, na jane kis hisab se abba bana gayi.
Kisi ne DIL badal liya, Kisi ne DHADKAN badal li, Aap ke paas kuchh bhi nahi thaa badalne ko,To aapne Mandir me jaakar CHAPPAL badal lee
Nazar badalti h, Wafaye badal jati h, Meri ada se hawaye badal jati h Apni mhbooba ko bacha lo Bhaiya, Meri 1muskan se premikaye badal jati h
Koi cheez Bewafai se badkar kya hogi, Ghum-e-imtihan judai se badkar kya hogi, kisiko deni ho jawani mein saza To PADAI se badkar saza kya hogi.
khoobsoorti to hai karigari khuda ki, tarif sunkar haseenayen kyon hojati hain badguman ?
Krishna K Kadmo Pe Kadam Badaye Chalo Ab Murli nahi Hai To Citi Bazaye Chalo Radha To Ghar Wale Dilayenge hi Mgar tab tk Gopiya Pataye Chalo
Jo gadha bhi na khaye wo ghas ho tum Nalayak paji aur badmas ho tum Duniya chahe kuch bhi kahe Par mere liye bahut khas ho tum.
Dekh Tere Sansaar Ki HaalatKya Ho Gayi Bhagwan,Kitna BADAL GAYA INSAAN.NA KOI SMS,NA KOI CALL,Hum Bhi Hai Hairaan,Kaise BUSY HUYE SHAITAAN