Zaruri To Nahi,

Zaruri To Nahi,
Zaruri To Nahi, Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Izhaar Ki
  

Jan, 31 2012     86 chars (1 sms)     998 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Main apna aaj apna kal tmharay naam krta houn.. Main es jeevan ka hr 1 pl tmharay naam krta houn.. Sitaray,titlyan,jugnoo, gul-o-bulbul,dhanak,khushboo.. Smandr k haseen sahil tmharay naam krta houn.. Barasta bheegta mosm hay kmzoree meree lekin.. Main ye sawn,ghata,badl tmharay naam krta houn.......
Apne Hotho Pe Sajana Chahta Hu Apne Geeto Me Gungunana Chahta Hu..Thak Gaya Me Yaad Karte Karte Tujhko Ab Tujhko Yaad Aana Chahta Hu
Raat ke karwaton ko badgumani hai,Jo bhi chahe kar le manmani hai,Sanwarta hai ishq raat ki julfon mai,Pyar se liptne ki chahat hi jindagani hai..
MOHOBAT SABKO MIL JAYE JARURI TO NHI.WO B HAME CHAHE JARURI TO NHI.KUCH LOG BAHUT YAD AATE HAI DILKO,PER HAM B UNKI YAD BAN JAYE YE JARURI TO NHI.
Tumhare Kadmo Ke Nishan Per, Hum Ajj Bhi Khare Hai Aa Jao Sambhal Lo Hume, Hum Ab Larkharrane Lagy Hai
Ishq hona bhi muqadar ki baat hoti hai, Mehboob ke bina zindagi tanhaai mein roti hai, Jeene lagte hein hum chori chori is jahaan mein, Unki chaahat hi is dard-e-dil ki dawa hoti hai
Ankhon me aansu ki chamakaaj bhi hai,Usko mere pyar pe shakaaj bhi hai,Naav me baith ke haath dhoye the usne,Samundar memehndi ki mahekaaj bhi hai !!
Kai Baar Jante Hue B Dil Toda Uska Shayad Ab Wo Faisla Kr Le Juda Hone Ka Pr Hr Baar Wo Paas Aate Gaye Meri Galtiyo Ko Apna Banate Gaye
Na jane konsa jhonka tha jo inta behka gaya Yeh kaisi mohabaat thi jismein bas tinka bhar aithabaar reh gaya
Mujhe is liye gawara hai tere sitam,tere pyar ne sikhhaya Jine Ka Hunar,Tujhe bhulna bhi chaho to bhulao kaise.Teri Yaad Na Aaye To Hoti Nahi Sahar.
Kya kahu kuch kaha nahi jaata, Dard mitha hai par saha nahi jaata, Mohabbat ho gayi hai iss kadar aap se, Bin yaad kiye aap ko raha nahi jaata
Aansuon Me na dhoondna hamein,Dil me hum bas jaayenge! Tamanna ho agar milne ki, to band aankhon me nazar aayenge!!