Himesh ka kutta ghar se bhag gya.Dusre kutte ne usse pucha-yar tune woh ghar kyun choda?usne kaha-yar rat ko gane ki prctis wo karta h,subah log muje marte hai.
Bhakt: Bhagwanji aap kab kush hote ho, Bhagawan:jab hindi film me vilan ladki ko pakadata hai tab ladki bolti hai please mujhe bhagawan ke liye chod do.