Har kadam par hawa ki disha ka dyan rakhna, Muskil samay mai bi dost ko yaad rakhna, Hamari yado ki kushboo jaror aayagi, Tum bas apni naak saaf rakhna
Macchar ne jo kata... dil main mere junoon tha. Khujli hui itni... dil be sukoon tha. Pakada to chod diya yeh soch kar ki.... sale ki ragon main apna hi khoon tha !
Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu, Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu, Majburi to dekho is dil ki. Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu