KISMAT KISMAT KI BAAT HAIN, AAJ DIN TO KAL KAALI RAAT HAIN, KABHI DHOOP TO KABHI BARSAAT HAIN, YEH MSG KA SILSALA CHALTA RAHEGA, JAB TAK FREE SMS KA SAATH HAI.
Pyar vyar toh ek bahana hai, dil mile na mile lips ko milana hai, yeh style hai sab Ashiko ka, kya kare yaar yeh Dilip Kumar ka nahi Imran Hasmi ka Zamana hai....
Kash SHARE ka insurance ho jata, Share mein TRADE karne se pahle premium bharwaya jata, BHAV UPAR jaye to theek warna, Trade pe jo LOSS hota .........uska claim to mil jata
Use karte hein make-up ka daba roze kiyun? Ban sanwar kar nikalte hain chailaa roze kiyun? Mummy tum to kehti thee Eid to kab kee gaye Phir Parosan se gale miltay hain Papa roze kiyun