SMS Messages14343 messages

sitaroon se aagy jahan aur bhi hein abhi muhabat k imthan aur bhi hein tum hi nehi jalaty mere dil ko university mein larkyan aur bhi hein
Hazaro aati hai Hazaro jaati hai Magar jo mandap me baith ti hai Wohi kaam aati hai
Na Tu chhat per aati na mera tera diwana hota, na tu pathar marti na mai kana hota
bhigi palko ke sang muskurate hain hum , pal pal dil ko behlate hai hum , tu door hai humse to kya hua ?? har sms mein teri aahat paate hai hum
chand mien dekha aap nazar aae, sitaron mien dekha aap nazar aae, phoolon mien dekha aap nazar aae, aap zara side mien honge ta k koi aur bhi nazar aae
Naari ke chakkar mein bhool na jaana yaari, Jab laat maaregi naari to yaad aayegi hamari..... Purush bachao samiti ki taraf se Janhit mein jaari
Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. kyunki ab wo dekhne me itni khas nahi hai
Kitne haseen hai aap,khud ko duniya ki nazar se bachaya karo.Aankho mein kajal lagana hi kafi nahin gale mein nimbu mirchi bhi latkaya karo!
kaun kahate hai ki budde ishq nahin karte, woh karthe hai lekin log unpe shakh nahin karthe
ye jamana janta hai aur wo bhi jante hainki hame unse pyar bahut haiwoh hamse door hai fir bhi kyonki unke hamare jaise yar bahut hain
ham unke kareeb ja ke unhe paa na sake is bat ka gham hai,ek chand hamar unchain par haiaur ek hamari hight bhi kam hai
Maszid mein namaaz padta hoon, Mandir mein jaap karta hoon, kahin insaan se khuda na ban jaoon, isliye tumhe sms karke roz ek paap karta hoon!!