SMS Messages14343 messages

Asman ko need aaye to kahna sulaau kahan Dharti ko maut aaye to dafnao kahan Sagar mein lehar aaye to chupao kahan Jab teri yaad aye to jau kahan!!!
Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi,. Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Aayi,. Aankho Me Mahsoos Kiya Us Hawa Ko,. Jo Tumhe Chukar Hamare Pass Aayi,............
Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye.. Ab Iss Kadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaaye..
Mohabbaton Mein Ajab Hai Dilon Ko Dharka sa.. K Jaane Koon Kahan Raasta Badal Jaaye..
Tune yeh phool jo zulfon mein sajaa rakha hai Ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai
Imtihaan aur mere zabt ka tum kya loga Main ne dharkhan ko bhi seena mein chuppa rakha hai
Toot jaate hain sabhi rishte magar, dil se dil ka rishta apni jagah, dil ko hai tujhse na milne ka yakeen, tujhse milne ki dua apni jagah!
Kitne sunder ho tum, chand sa mukhda hai tumhara. Log kehte hain chand ka tukda ho tum, main kehta hoon chand tukda hai tumhara!!
hame maut ka intezar na hota gar jindagi hamne payi na hoti,ham kisi ko ho jate gar wo is dil main ayi na hoti
chehre par ashqo ki laqeer ban gayi, no na chaha thaw o taqdeer ban gayi, hamne to chalai ret par ungli, dekha to apki tasveer ban gayi
Phool hote to teri rahon me bichh jate gum hote to tujhe kabhi na satate. Ye aur baat hai ki tere dost hain hum na hote to bhi tuj hi pe jaan lutate
hasraton se hum apki rah saja denge sapno ki daulat aap per luta denge koi phool nai aaj daman me lekin Aap k aane per hum palke bichha denge