Kya mast hava

Kya mast hava
Kya mast hava chal raheli hai, birdy gana ga rahele hai, cow log grass kha rahele hai, shane log sms kar rahele hai aur dhakkan log sms padh rahele hai.
  

Jan, 23 2012     153 chars (1 sms)     1508 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

kya moh kya maya hai,is duniya mein sukh kisne paya hai,Hame bhi msg karke dekh lo.Compny ne mobile sirf tere G-F ke liye nhi bnaya hai
Kisi ne DIL badal liya, Kisi ne DHADKAN badal li, Aap ke paas kuchh bhi nahi thaa badalne ko,To aapne Mandir me jaakar CHAPPAL badal lee
Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai Bandar jab koi aas-paas hota hai..
Chandani ne Kaha ke tu pyar kar… Shama ne kaha aankhen char kar… Gori ko cheda to boli muskarakar.. Abhi tu nadaan hai kuch intezar kar
Hum tum dono jab mil jayenge, Ek naya itihaas banayenge, Aur agar hum naa mil paaye toh, Kisi aur ke itihaas ko padh lenge.
Nazro se nazre tum churaoge kab tak, dosti akhir chupaoge kab tak, mere paigam tume milte rahege yuhi sada, inbox se msg mitaoge kab Tak
Apne sasur ka dulaara hoon main, apni biwi ko bhi pyara hoon main filhaal toh yeh sab sapne hain, kyunki abhi tak kunwara hoon main !
Mulk ki v ek sarhad hoti hai, Bache ki v ek zid hoti hai, Aur kitna intezar karu apke SMS ka, Kanjusi ki v ek had hoti hai..!!!
Is qadar hum aapko chahte hain ki duniyaa wale jal jaate hain yu to hum sabko ullu banate hain par aap zara jaldi ban jate hain
AAPKI YAAD ME MAINE KALAM UTHAAI, LIYA KAGAAZ AUR AAPKI TASVEER BANAYAI, SOCHA THA DIL SE LAGA KE RAKHU US TASVIR KO, PAR WO TO BACCHO KO DARAANE KO KAAM AAYI.
SMS dosto ko itne kiye ki hum jeet gaye sMs ki race. Mobile bhi unka pareshaan hoke kehne laga : NO SPACE NO SPACE..!
dosti hai jaan lutane ke liye,ham apni hasti mita den dost ke liye,milne ki tumhe fursat nahi, ham sms karte hain apni yad dilane ke liye